Ma usko phir naye khuwabon ka jahan de aaya
Zameen bun kr usy aasmaan day aaya
Khuda k wastay milnay ki rah de mujhko
Gham-e-firaq ka her imtayhaan de aaya
Na ki zara bhi wazahat kisi b jazbay ki
Ussy yaqeen tha or ma gumaan day aaya
Woh chahata tha k ho karobaar-e-ishq
Ma usko dard ki sari dukaan day aaya
Bara fareeza tha tableegh-e-ishq meray liye
<== "Faraz" <==
Ma munkiron ki zamee per azaan day aaya..
Eve of 75th Year of Shahadat Captain Raja Muhammad Sarwar Shaheed (1st
Nishan-E-Haider) (2023-10)
-
Captain Muhammad Sarwar was the first Nishan-e-Haider in the history of our
great nation. He was born in village Singhori, Rawalpindi in 1910. His
father...
No comments:
Post a Comment