Saturday, December 26, 2009

Dua, Astaghfar and Shukar

Jis ko Allah ney dua ki Taufeeq di ho wo qubooliat se mehroom nahi reh sakta..... Jisey Allah Astagfar ki tufeeq de wo maghfirat se mehroom nahi reh sakta ..... Aur Jis ko Allah Shukar ki taufeeq ata kar de wo neimat se mehrom nahi reh sakta

How to Get Peace

A man asked God "I want peace", God replied "Remove the "I" that is Ego...Remove the "Want" that is desire & "Peace" will be automatically yours.

Similarities Between Muharm-ul-Haram and Eid-ul-Azha

  • Saal k akhri mahina bhi qurbani, pehla bhi qurbani
  • Wo bhi 10 ko, ye bhi 10 ko
  • Wo bhi Nabi ka Laal, Ye bhi Nabi ka Laal
  • Unki yaad bhi manaty hain, inki yaad bhi manaty hain
  • Yeh Zabh-E-Azeem, woh Shaheed-E-Azeem
  • Inhon ne khawab nibhaya, unho ne wada-E-Tifli nibhaya
  • Wo sabr ki Ibtida, Ye sabr ki intiha
  • Ye Kaaba k banany waly, woh kaaba ko bachany waly

7 Ki HIkmat

7 k hindsa ma shayed koi khas hikmat hay ka Allah Rab-ul-Izat ne 7 Zamenain 7 Aasman, Hafty main 7 din, Quran me 7 Manzilyn, Dunya k 7 Bary-e-Azam, Qos-e-Qazah k 7 Rang, Tawaf-E-Kaaba k 7 chakkr, Hajj main shetan ko 7 kankriyan, Surah-e-Fatiha main 7 Ayat.

Ay Meray Perwardigar

Ay Parwardigar main badkar, khatakar lakin Tere kram ka tlabgar, Teri bkshish ka umeedwar, mujay mangna nahi ata Tujhe to dena ata hai, Siyahkar hu magr hun to tera banda, kahan jaon ga agr teri rehmat chin gai? Main gunahgar sahi lakin meray saray gunah mil kar bhi Teri rehmat se baray nahi, mera mangna bhi to bandagi hay Teray khazany la-mehmood ...Rehm farma hum sab per.

Dua

Yeh na socho Allah dua foran qabuk kaun nahi karta, Yeh shukar karo k Allah hamare gunahon ki saza foran nahi deta

Quaid's Greatness

The average advocacy fees of the best and most expensive lawyer of the subcontintnt was Rupees 1500 per day in 1935, but when that lawyer becomes the Governor General of Pakistan, he takes Rupee 1 per month as his salary

Salutes to the founder of my mother land....May Allah bless him with Jannat & give us the ability to lead our lives acording to his footsteps:

Unity, Faith & Discipline.