Tuesday, February 2, 2010

Wafadar

Dard"E"Bewfai Ka Gila nhi Krte

Muqdr Me Jo Na Hon Wo Mila Nhi Krte

Mt Dek Kisi Ko Nigah_E_Hasrat Se DOST...

Wfadar Kisi Ki Nazro Se Gira nhi Krte.

Maut K Baad

Maut K Bad Insaan 5 Hisson Ma Taqseem Ho jae ga

1- Rooh malk ul maot lay jaye gi,

2- Maal waris le jaye gein,

3- Gosht Keere Makory Kha Jaen gein,

4- Haddiyan Mitti Kha Jae gi,

5- Nekiyan Qarz daar Le Jaen ge,

Likn Koshish Kran k Imaan

Shaitan Na Le Jaye.....

Yaad

Sham ki tanhai se koi fariyad kr raha hy

Dard ki gehrai se koi baat kr raha hy

Samjho tum in fizaon ki chuban ko

Aj phir dil se koi tumhen yad kr raha hy

Mohabbat

Na parakh meri mohbbat ko dunia ki dolat k tarazo me

<== "Faraz" ==>

Haqiqat to ye hy wafa krne wale aksr gharib hua krte hain

Baqi Hain

Aaj bhi ek teray liey dil main chahatein baqi hain..

Tujhse jo karni thee woh adhuri batein baqi hain..

Tum ne kaise soch liya k humein teri talab nahi..

Dil mein utar k deikh ab bhi teri hajatein baqi hain..

Kabhi fursat milay to aa kar deikh mere makaan mein..

Aaj bhi teri khushbu, teri parchhai, teri ahatein baqi hain..

Deikh mera zarf k mein toot kar bhi bikhre nahi..

FriendShip

{<"Ye Phool... {<"Ye Kaliyan... {<"Ye Moasam... Sab Qudrat K Nazaray Hain Ye "SMS" Hum Unko Bejhtey Hain Jo "DOST" Humain Apni "JAAN" Se Bhi Piyaray Hain..

Faraz

In Phoolon Ka Muqadar Kabhi Aik Sa Nahi Hota
¤~*"FRAZ"*~¤
Kabhi Sehray Ki Sajawat Banta Hai To Kabhi Qabron Ki Ronaq...

Kosar K Saqi

Kosar k saqi ka wo nawasa
HUSSAIN tha...
Jab karbala k dasht me pyasa HUSSAIN tha...
Badal yazeediat k jo phale the char su...
Un me chamakta aik sitara HUSSAIN tha...
Karta wo kase hath pe bait yazeed k...
Us waqt sab se urfa-o-aala HUSSAIN tha...
Hilne laga tha arsh-e-ilahi bhe us ghari...
Jab karbala ke rait pe tarpa HUSSAIN tha...
Pardes me shaheed jise kar dia gya...
Wo MUSTAFA ki ankhon ka tara HUSSAIN tha...?
SALAM YA HUSSAIN