Tuesday, February 2, 2010

Kosar K Saqi

Kosar k saqi ka wo nawasa
HUSSAIN tha...
Jab karbala k dasht me pyasa HUSSAIN tha...
Badal yazeediat k jo phale the char su...
Un me chamakta aik sitara HUSSAIN tha...
Karta wo kase hath pe bait yazeed k...
Us waqt sab se urfa-o-aala HUSSAIN tha...
Hilne laga tha arsh-e-ilahi bhe us ghari...
Jab karbala ke rait pe tarpa HUSSAIN tha...
Pardes me shaheed jise kar dia gya...
Wo MUSTAFA ki ankhon ka tara HUSSAIN tha...?
SALAM YA HUSSAIN

No comments:

Post a Comment