Thursday, December 31, 2009

3bachön wali 1 bewa

3bachön wali 1 bewa orat ne

3bachon wale shohar se shadi ki,

shadi k baad donon k 3 bache peda hogaye

1din ghar main bachon ki zabardast jang lag gai. Wife ne shohar ko fone kia:

Jaldi ghar ajain ap k bache aor mere bache mil kar hamare bachon ko mar rahe hain.:-D

No comments:

Post a Comment