Thursday, December 31, 2009

"EK HAQIQAT"

"EK HAQIQAT"

Main maut se darta hon buhat pr 1din marna hai zaror,

Main kafan dekh kr Laraz jata hon par 1din pehanna hai zaror,

Main janaza dekh kr ghamgin ho jata hon par 1din mera janaza uthna hai zaror,

Main qabar ke andhere se kanp jata hon pr isme rehna hai zaror,

Ye dunya achhi lagti hai pr isko chhor kr jana hai zaror,

Phir bhi humne akhirat ki tayyari nahi ki aur

ALLAH

ko hisab dena hai zaror...

"Think about"

No comments:

Post a Comment