Saturday, December 26, 2009

Ay Meray Perwardigar

Ay Parwardigar main badkar, khatakar lakin Tere kram ka tlabgar, Teri bkshish ka umeedwar, mujay mangna nahi ata Tujhe to dena ata hai, Siyahkar hu magr hun to tera banda, kahan jaon ga agr teri rehmat chin gai? Main gunahgar sahi lakin meray saray gunah mil kar bhi Teri rehmat se baray nahi, mera mangna bhi to bandagi hay Teray khazany la-mehmood ...Rehm farma hum sab per.

No comments:

Post a Comment