Saturday, December 26, 2009

Similarities Between Muharm-ul-Haram and Eid-ul-Azha

  • Saal k akhri mahina bhi qurbani, pehla bhi qurbani
  • Wo bhi 10 ko, ye bhi 10 ko
  • Wo bhi Nabi ka Laal, Ye bhi Nabi ka Laal
  • Unki yaad bhi manaty hain, inki yaad bhi manaty hain
  • Yeh Zabh-E-Azeem, woh Shaheed-E-Azeem
  • Inhon ne khawab nibhaya, unho ne wada-E-Tifli nibhaya
  • Wo sabr ki Ibtida, Ye sabr ki intiha
  • Ye Kaaba k banany waly, woh kaaba ko bachany waly

No comments:

Post a Comment