Main kisi aur ki hun,itna bta kar roi
Wo mujay Mehndi lagay hath dikha kr roi
Main Be-Qasoor hoon Qudrat ka faisla hai ye
Lipat k muj se wo bus itna bta k roi
Muj pe aik karb ka toofan ho gya hayel
Jab mery samny khat mery jala kar roi
Meri nafrat aur adawat pighal gai pal mein
Wo Bewafa hai to Q muj ko rula kr royi
Sb shikwy mery 1 pal mein beh gaye "wassi"
Jheel si Aankhon mein jb Aansu sja kar roi..
Karachi Golf Club, August 14, 2026. (2026-12)
-
A). Karachi Golf Club started as an affiliate of Sindh Club in 1888 and was
registered as an independent Club in 1891. The first Club house resembled a
w...
No comments:
Post a Comment